Khadshoo ki zanjeer pari hai need bhari sab ankhoo main
Sapnay kesay bat karain sapnay kis say batt karain
Jin logo ka rasta taktay umarain rizk e khak hoi
Ab wo log or un kay sapnay dekhnay wali ankhain
Bujh kar rakh hoi
Rakh kay is anbar main hoon gay kesay kesay zinda khawab
Khawaboo ki is rakh ko lakin cheray kon
Jis rastay par chaoo na pani us pay dalay deray kon
Daria hi payab ho jab to us main kashti kesay lay jaain
"Khushboo ek awara jhonka is jhonkay ko gehray kon
Kesay duniya ko batlaain tum hotay ho meray kon"

No comments:
Post a Comment