Bana gulab too kantay chuba gaya aik shaks
hoa chiragh to ghar he jala gaya aik shaks
tamam rang mairay aur saray khwab mairay
fasana thay kay fasana bana gaya aik shaks
main kis hawa main uroon kis faza main lahraoon
dukhoon kay jaal pay aik su bhicha gaya aqik shaks
palat sakoon main na agay he barh sakoon jis par
mujhay yai kon say rastay laga gaya aik shaks
muhabatain bhi ajab aus ki nafratain bhi kamal
meri tarhan ka he mujh main sama gaya aik shaks
woo mahtab tha marham badst aya tha
magar kuch aur siwa dil dukha gaya aik shaks
khula yai raz kay aaina khana hay yai dunya
aur ais main mujh ko tamasha bana gaya aik shaks

No comments:
Post a Comment