Ba haq-o-shujaatt, benazir tu hai
Tha baap aaowal tu akheer tu hai
Watan ke jialoN ki taqdir tu hai
Suhany khuwaboN ki taabir tu hai
Na tere seewaa koi mehboob in ko
KaroroN ghariboN ki dilghir tu hai
Daikha na derte tujhe bhi kisi se
Haqeeqat maiN bhutto ki tasvir tu hai
tera mulk aana giraaN zalmaoN per
KalaijoN main inki chubhi teer tu hai
Muqaabil kia tehhregha choaroN ka toala
Liyay phir se hatoN maiN shamshir tu hai
Hattaegha bootoN ko kia koi tujh bin
Jamhoori IdaroN ki zanjir tu hai
Ba haq-o-shujaatt, benazir tu hai
Tha baap aaowal tu akheer tu h
Tha baap aaowal tu akheer tu hai
Watan ke jialoN ki taqdir tu hai
Suhany khuwaboN ki taabir tu hai
Na tere seewaa koi mehboob in ko
KaroroN ghariboN ki dilghir tu hai
Daikha na derte tujhe bhi kisi se
Haqeeqat maiN bhutto ki tasvir tu hai
tera mulk aana giraaN zalmaoN per
KalaijoN main inki chubhi teer tu hai
Muqaabil kia tehhregha choaroN ka toala
Liyay phir se hatoN maiN shamshir tu hai
Hattaegha bootoN ko kia koi tujh bin
Jamhoori IdaroN ki zanjir tu hai
Ba haq-o-shujaatt, benazir tu hai
Tha baap aaowal tu akheer tu h
No comments:
Post a Comment